I was on a Ship thinking of you.....When I looked down, I dropped a tear into the Ocean. Then I Promised myself that, untill some one finds it I Wont forget you.
wo is andaz ki mujh sey muhabbat chahta hay
merey har khwab pay apni hakoomat chahta hay
wo kahta hay main us ki zarorat ban chuka hon
to goya wo mujhay has-b-zarorat chahta hay
aye zindagi mujh sey dagha na kar
main us k bina jioon ye dua na kar
koi dekhay b usey to hoti hay jalan
aye hwa to b ab usey chuwa na kar
Hatheli samny rakhna
k sab anso girain us main
jo ruk jaye ga hathoon par
samjh jana k wo hoon main
kabi jo chand ko dekho
to tum youn muskaradena
Jo chal jaye hawa thandi
to ankhain band kar leena
jo jhonka tez ho sub sey
samjh jana k wo hon main
jo ziada yad aoon main
to tum roo lena G bhar k
agar hichki koi aye
samj jana k wo hon main
agar tum bholna chaho
mujhay shaid bhula do tum
magar jab sans leena
samj jana k wo hon main
Muje dard-e-ishq ka maza malum hai,
dard-e-dil ki inteha malum hai,
zindgi bhar muskrane Ki dua na Dena muje,
Muje pal Bhar muskrane Ki saza malum hai..
Khwahishon ka zahar maine banaaya nahi kabhi,
Khwahishon ko jiyaa hai, par jataaya nahi kabhi.
Yaad mein aap ki jal rahe hain hum bhi kab se,
Unhen dill mein samet ke rakhaa hai, par bataaya nahi kabhi.
Yaad mein unki aaj jal rahe hain
door reh ke vo mujhse ae dost kya kar rahe hain
jaagi toh kai khwahishain aaj mann mein meri
unhi khwahishon ko zehar banaa ke mar rahe hain
To forget you is hard to do and to forget me is up to you. Forget me not, forget me never. Forget this text, but not the sender.
apne pyaar ko chupana chaha par chupa na shake diwane dil pe kabu hum pa na sake aaj woh itne karib se gujar gaye phir bhi unaka haath hum tham na sake....